Apni Ada Sabse Juda Lyrics | Siyasat – The Politics | Abhijeet | Santosh Sharma

Apni Ada Sabse Juda Lyrics | Siyasat – The Politics | Abhijeet | Santosh Sharma

Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta
Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta
Ise zameen pe ham le aayenge
Chaand taaro bhara aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta

Duniya ki parwah humko nahi
Le jaaye dil ab chahe kahi
Apna hai yaaro saara jaha
Apni zameen apna aasman
Duniya ki parwah humko nahi
Le jaaye dil ab chahe kahi
Apna hai yaaro saara jaha
Apni zameen apna aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastaane
Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta

Kab hoga kya hamne socha nahi
Is zindagi ka bharosa nahi
Dil jo bhi chahe wo karte hai ham
Anjaam kuch ho nahi koi gham
Kab hoga kya hamne socha nahi
Is zindagi ka bharosa nahi
Dil jo bhi chahe wo karte hai ham
Anjaam kuch ho nahi koi gham
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane

Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta
Apni adaa sabse juda
Sabse alag apna raasta
Ise zameen ham le aayenge
Chaand taaro bhara aasman
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane
Sun le zamane ham hai deewane
Mast malang mastane

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *