Kab Socha Tha, Pyaar Yun Tadpaayega Lyrics | Lottery | Abhijeet Sawant | Sanjay Pathak, Santosh Singh

Kab Socha Tha, Pyaar Yun Tadpaayega Lyrics | Lottery | Abhijeet Sawant | Sanjay Pathak, Santosh Singh

Pyaar ki hairaaniya
Chain mein thi bechainiya
Pyaar ki hairaaniya
Chain mein thi bechainiya
Dil to parinda hai
Ishq se jinda hai
Sine mein mar jaaye na
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega

Aadhi tamanna sulagti hai kyun
Ek dard ban ke bilakhati hai kyun
Aadhi tamanna sulagti hai kyun
Ek dard ban ke bilakhati hai kyun
Main saans bhi lunga agar
Main saans bhi lunga agar
To bhi jiya nahi jaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega

Sar pe mere aasmaan ab nahi
Na paanv ke niche hai ye jameen
Sar pe mere aasmaan ab nahi
Na paanv ke niche hai ye jameen
Tinka hoon main jhonka koi
Tinka hoon main jhonka koi
Aake uda le jaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega
Kab socha tha
Socha tha
Pyaar yun tadpaayega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *