Farishta Nahin Main Lyrics | Strangers | Band Black | Vinay Tiwari

Farishta Nahin Main Lyrics | Strangers | Band Black | Vinay Tiwari

Farishta nahin main
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Jo ishq na kar sakun
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Farishta nahin main
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun

Kitaabo mein lipati hui
Koyi main kahani nahin
Kitaabo mein lipati hui
Koyi main kahani nahin
Main jinda fasaana tera
Meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
Masiha nahi hoon
Masiha nahi hoon
Masiha nahi hoon
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun
Jo ishq na kar sakun

Kinaaro pe duba hoon main
Wafaao mein uljha hoon main
Kinaaro pe duba hoon main
Wafaao mein uljha hoon main
Tera hi junoon hai mujhe
Teri yaadon ko sajda karti hai aawaaragi
Main lamha nahin hoon
Main lamha nahin hoon
Main lamha nahin hoon
Jo phir na aa saku
Jo phir na aa saku
Jo phir na aa saku

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *