Aasmaani Chatri Lyrics | Blue Umbrella | Upagna Pandya | Vishal Bhardwaj

Aasmaani Chatri Lyrics | Blue Umbrella | Upagna Pandya | Vishal Bhardwaj

Ku ku ku ku
Ku ku kudi ku ku
Are hey hey re neeli asmaani chhatri
Ku ku kudi ku ku
Ku ku kudi ku ku
Hey hey re neeli asmaani chhatri
Chhatri ka udan khatola
Dole to laage hindola
Chhatri ka udan khatola
Dole to laage hindola
Ude kabhi
Bhaage kabhi
Bhaage kabhi
Daude kabhi
Samajh na maane chhatri
Ku ku kudi ku ku
Ku ku kudi ku ku

Ambar ka tukda todha
Lakdi ka hatta joda
Haath mein apna asmaan hain re
Chhatri leke chalti ho
Memo jasi lagti ho
Goro ka dil beyimaan hain re
Khuti kabhi
Laathi kabhi
Laathi kabhi
Chhadi kabhi
Khuti kabhi
Laathi kabhi
Laathi kabhi
Chhadi kabhi
Paaji shaitaani chhatri
Ku ku kudi ku ku
Ku ku kudi ku ku

Baarish se jo rishta hain
Paani pe man khichta hain
Bijali ko ye pehchaan hain re
Shaayad phir ud na jaayein
Ambar se judna chaahein
Bholi hain anjaan hain hain re
Dube kabhi
Taire kabhi
Gote khaati
Jaayein kabhi
Dube kabhi
Taire kabhi
Gote khaati
Jaayein kabhi
Karein nadaani chhatri
Ku ku kudi ku ku
Ku ku kudi ku ku
Hey hey re neeli asmaani chhatri
Chhatri ka udan khatola
Dole to laage hindola
Chhatri ka udan khatola
Dole to laage hindola
Ude kabhi
Bhaage kabhi
Bhaage kabhi
Daude kabhi
Samajh na maane chhatri
Ku ku kudi ku ku
Ku ku kudi ku ku

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *