Aankhon Mein Kyun Nami Hai Lyrics | Dekh Bhai Dekh | Rahat Fateh Ali Khan, Rajab Ali Bharti | Shahbaad Bhartiya, Nayab Raja, Abuzar and Premanand

Aankhon Mein Kyun Nami Hai Lyrics | Dekh Bhai Dekh | Rahat Fateh Ali Khan, Rajab Ali Bharti | Shahbaad Bhartiya, Nayab Raja, Abuzar and Premanand

Aankhon mein kyun nami hai
Jindagi mein kuchh kami hai
Aankhon mein kyun nami hai
Jindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun ab to ye jameen hai
Mere maula kyun bebas ab hami hai
Aankhon mein kyun nami hai

Dil mein reh gayi saari khwaaishein
Sehra lage jahaan sukun ab hamaara kho gaya
Nainon se ho rahi ashkon ki baarishein
Chain ab hai kaha
Juda saara aalam ho gaya
Raaste kyun nahi hai
Manjilein na kahin hai
Aankhon mein kyun nami hai

Tutke bikhari ab to har khushi
Jina lage saja
Thukaraaya sabne kyu hamein
Dekhe the khwaab jo ujde hai aaj wo
Apne hue khafa kaise bataau main tumhe
Dhadkane kyun thami hai
Kho gayi ab hansi hai
Aankhon mein kyun nami hai
Jindagi mein kuchh kami hai
Sune dil ki kyun ab to ye jameen hai
Mere maula kyun bebas ab hami hai
Aankhon mein kyun nami hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *