Ya Ali Murtaza (Qawwali) Lyrics | Freaky Ali | Wajid Khan, Payal Dev, Danish Sabri | Sajid Wajid

Ya Ali Murtaza (Qawwali) Lyrics | Freaky Ali | Wajid Khan, Payal Dev, Danish Sabri | Sajid Wajid

??koi dhunde rabb nu masjido me
Koi dhunde rabb nu mandiro me
Ye duniya padh rahi hai jiska kalma
Woh dil me hai mere
Tashreef farma

Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Haath failaaye tumse kare iltejaa
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza

Dil ka sukun hai naam tumhara
Kripa karna kaam tumhara
Tumri sharan me aan padi hu
Aas lagaaye kab se khadi hu
Bin maange phal dene waale
Mushkil ko hal karne waale
Jag ke paalan-haar tumhi ho
Main nirdhan dhanvaan tumhi ho
Tumhi ho
Tumhi ho

Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Ya ali murtaza
Haath failaaye tumse kare iltejaa
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza

Wafa tumhi ho
Ataa tumhi ho
Dhadakte dil ki sadaa tumhi ho
Sukun-e-dil ho
Ya koi ghum ho
Har ek maraz ki dawaa tumhi ho
Tadapte dil ne tumhe pukara
Sakhi bhi tum ho
Sakha bhi tum ho
Main jiske saaye me chal rahi hu
Woh mere ab aasmaan tumhi ho
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza
Ho karam ki nazar ya ali murtaza

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *