Paani Ka Raasta Lyrics | Raman Raghav 2.0 | Siddharth Basrur | Ram Sampath

Paani Ka Raasta Lyrics | Raman Raghav 2.0 | Siddharth Basrur | Ram Sampath

Aasman kitna sara tha aasman
Jispe humne tha sab dhara
Pair badal pe tha aaya
Rasta hum the paani ka rasta
Na kisi se bhi vasta
Dhoop the hum hi the saaya
Dhuaa aisa utha
Taro se tut ke gira
Kuwa aisa bana
Rassi se chhut ke gira

Rasta pani ka tha jo rasta
Ud gaya banke bhap sa
Mera dhundhla hua saaya
Aasman kitna sara tha aasman
Mit gaya kachche khwab sa
Raat ne mera dil khaya
Dhuaa aisa utha
Taro se tut ke gira
Kuwa aisa bana
Rassi se chhut ke gira
Jal jal ke mudna aur dar dar ke udna hua
Kyu hua
Bach bach ke chalna kehna koi sach na hua
Kyu hua

Hua naraz sa shako se chhut ke gira
Jua har saans ka aankho me keel sa gada
Dhuaa aisa utha
Taro se tut ke gira
Kuwa aisa bana
Rassi se chhut ke gira

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *