??adhuri shikayate
Tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khwaishe
Hai bikhari ret si
Lakiro me tera
Jo rehta pal mera
Tham jata agar zara
Tera jaha khuda
To zinda hota main
To zinda hota main
Ha zinda hota main
To zinda hota main
Farebi nazakate
Tere chehre ki hansi
Hai odhi phir raat me
Jhuthlane zindagi
Nazaro me jo sama
Rehta tu agar zara
Kajal ki chhav se
Main nind leta chura
To zinda hota main
To zinda hota main
Ha zinda hota main
To zinda hota main
Raakh ki baarisho me
Waqt ki saazisho me
Main ye hara
Main ye hara
Main ye hara
Khel dil da ye hua hai zaya sara
Khel dil da ye hua hai zaya sara
Adhuri shikayate
Tere mere waqt ki
Kuch pal ki jo khwaishe
Hai bikhari ret si
Lakiro me tera
Jo rehta pal mera
Tham jata agar zara
Tera jaha khuda
To zinda hota main
To zinda hota main
Ha zinda hota main
To zinda hota main

