Ek Sarzameen Lyrics | Ek Sarzameen | Anjana Ankur Singh | Anjana Ankur Singh

Ek Sarzameen Lyrics | Ek Sarzameen | Anjana Ankur Singh | Anjana Ankur Singh

Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai
Chalate hai jo haivaaniyat ke karvaane
Usne unhi ke farishton ko sulaya hai
Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai
Chalate hai jo havaaniyat ke karvaane
Usne unhi ke farishton ko sulaya hai
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Farsh pe bikhri wo kitaabe
Khamosh padi wo awaaze
Chilaati hai wo deeware
Dar se dodte wo bechare
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na

Zannat ko nafrat hai unse
Jahnoom ne bhi unhe thukraya hai
Har tadapti insaniyat ne unke liye
Bad-duao ka kabristan banaya hai
Masoom ki maiyat jab uthi to
Mamta bhare kalejon ne khoon bhaya hai
Mazhab aur mulak ki baat mat karna
Aaj shetano ne farishton ko dafnaya hai
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Nana na na
Num aankho me jhalakte
Bikhre wo safed kapde
Kafan se hai jo lipte
Dil ke kitne tukde
Ek sarzameen ne jo zehar ugaya hai
Usne usi ka gulistan jalaya hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *