Baware Naina Lyrics | Baware Naina | Jyotica Tangri | Rohan Ganguli

Baware Naina Lyrics | Baware Naina | Jyotica Tangri | Rohan Ganguli

Baware naina huye na aaye sajana
Baware naina huye na aaye sajana
Suna pada hai mora dil ka angana
Suna pada hai mora dil ka angana
Ud jaye man mera
Ye pankh jo laga
Ud jaye man mera
Ye pankh jo laga
Dhunde ab ye man aaja re sajana
Aaja re sajana
Aaja re sajana
Baware naina huye na aaye sajana
Baware naina huye na aaye sajana

Kya kya the sapne arman ye apne
Jane kyu ye dukh ki aayi raina
Kya kya the sapne arman ye apne
Jane kyu ye dukh ki aayi raina
Machala hai ab ye man
Dekhe hai kitne rang
Machala hai ab ye man
Dekhe hai kitne rang
Nind na aave bairan raat kate naa
Nind na aave bairan raat kate naa
Baware naina huye na aaye sajana
Baware naina huye na aaye sajana
Suna pada hai mora dil ka angana
Suna pada hai mora dil ka angana
Baware naina huye na aaye sajana
Baware naina huye na aaye sajana
Sajana
Sajana
Sajana
Sajana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *