Paani Pani Lyrics | Cabaret | Sunidhi Chauhan | Kaustav Narayan Niyogi, Munish Makhija

Paani Pani Lyrics | Cabaret | Sunidhi Chauhan | Kaustav Narayan Niyogi, Munish Makhija

Main to tere vaaste hi huyi paani paani
Sare aam hi lut gayi ye jawani
Main to tere vaaste hi huyi paani paani
Sare aam hi lut gayi ye jawani
Ab sab koi jaane hai meri kahani
Ghumu gali gali banke teri deewani
Main to paani paani

Main to tere vaaste hi huyi paani paani
Sare aam hi lut gayi ye jawani
Ab sab koi jaane hai meri kahani
Ghumu gali gali banke teri deewani
Main to paani paani
Main to paani paani
Main to paani paani paani paani

Jo tune chalaayi pichkaari
Main jhat se ye dil haari
Tere rango me rang ke saiya
Main to apni sudh budh haari
Huyi paani paani
Jo tune chalaayi pichkaari
Main jhat se ye dil haari
Tere rango me rang ke saiya
Main to apni sudh budh haari
Huyi paani paani
Huyi paani paani
Main to tere vaaste hi huyi paani paani
Sare aam hi lut gayi ye jawani
Ab sab koi jaane hai meri kahani
Ghumu gali gali banke teri deewani
Main to paani paani
Main to paani paani
Main to tere waaste hi huyi paani paani

Kaisa bhiga hai ye lehenga
Kaisi bhigi hai ye choli
Kaisa bhiga hai ye lehenga
Kaisi bhigi hai ye choli
Bada harjaayi hai baalam
Aise kheli tune holi
Ki main paani paani
Main to tere vaaste hi huyi paani paani
Sare aam hi lut gayi ye jawani
Ab sab koi jaane hai meri kahani
Ghumu gali gali banke teri deewani
Main to paani paani
Main to paani paani paani paani
Main to paani paani paani paani
Main to paani paani paani paani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *