Tumhari Ek Nazar Lyrics | Pehli Nazar (Album) | Lalitya Munshaw | S. Chatursen

Tumhari Ek Nazar Lyrics | Pehli Nazar (Album) | Lalitya Munshaw | S. Chatursen

Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du
Yakin ho to mujhe tum aazma ke dekh lo
Yakin ho to mujhe tum aazma ke dekh lo
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du

Hazaar raahe chal ke aau main tumhari taraf
Hazaar raahe chal ke aau main tumhari taraf
Dil ki sadao se
Dil ki sadao se
Mujhe tum kabhi bulake dekh lo
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du

Rooh pyaasi na rahe meri tamanna ki kahin
Rooh pyaasi na rahe meri tamanna ki kahin
Apni aagosh mein
Apni aagosh mein
Kabhi isko sama ke dekh lo
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du

Tumhare aane se ye khaab ban jaaye haqiqat
Tumhare aane se ye khaab ban jaaye haqiqat
Mere khaabo ki
Mere khaabo ki
Duniya mein zara aake dekh lo
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du
Tumhari ek nazar ke badle
Zindagi nisaar du

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *