Hans Ke Gam Sahle Lyrics | Sadaa (Chandan Dass) | Chandan Dass | Chandan Dass, Jaidev Kumar

Hans Ke Gam Sahle Lyrics | Sadaa (Chandan Dass) | Chandan Dass | Chandan Dass, Jaidev Kumar

??hans ke gam sah le magar
Gam ko muqaddar na bana
Hans ke gam sah le magar
Gam ko muqaddar na bana
Dil ko har haal me
Dil rehne de patthar na bana
Hans ke gam sahle magar
Gam ko muqaddar na bana

Khwab to khwab hai tutega to dil tutega
Khwab to khwab hai tutega to dil tutega
Khwab to khwab hai tutega to dil tutega
Khwab to khwab hai tutega to dil tutega
Jhute khaabon se koi
Zhakhm to dil par na bana
Jhute khaabon se koi
Zhakhm to dil par na bana
Dil ko har haal me
Dil rehne de patthar na bana
Hans ke gam sah le magar
Gam ko muqaddar na bana

Aaj munh mod liya usne to ehsaas hua
Aaj munh mod liya usne to ehsaas hua
Aaj munh mod liya usne to ehsaas hua
Aaj munh mod liya usne to ehsaas hua
Dil ye kehata raha
Har ek ko dilbar na bana
Dil ye kehata raha
Har ek ko dilbar na bana
Dil ko har haal mein
Dil rehne de patthar na bana
Hans ke gam sah le magar
Gam ko muqaddar na bana
Hans ke gam sah le magar
Gam ko muqaddar na bana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *