Saher Se Sham Talak Lyrics | Sadaa (Chandan Dass) | Chandan Dass, Jaidev Kumar

Saher Se Sham Talak Lyrics | Sadaa (Chandan Dass) | Chandan Dass, Jaidev Kumar

Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Wo bewafa sahi hum
Phir bhi aitbaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare

Yahi hain apni ibaadat
Yahi hain pooja bhi
Yahi hain apni ibaadat
Yahi hain pooja bhi
Yahi hain apni ibaadat
Yahi hain pooja bhi
Usi ko soch ke roye
Usi ko pyaar kare
Usi ko soch ke roye
Usi ko pyaar kare
Wo bewafa sahi hum
Phir bhi aitbaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare

Unhi ke saamne ye bhi
Kabhi tamasha ho
Unhi ke saamne ye bhi
Kabhi tamasha ho
Unhi ke saamne ye bhi
Kabhi tamasha ho
Hum apne daaman-e-hasti ko taar taar kare
Hum apne daaman hasti ko taar taar kare
Wo bewafa sahi hum
Phir bhi aitbaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Wo bewafa sahi hum
Phir bhi aitbaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare
Saher se shaam talak
Usska intazaar kare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *