Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Har khushi ab aap hi ke naam hai
Naam hai
Naam hai
Naam hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Kya batau husn ki main khubiya
Jab jawani leti hai angadaiya o
Kya batau husn ki main khubiya
Jab jawani leti hai angadaiya
Girti hai dil par hazaro bijliya
Aisa ho to hosh ka kya kaam hai
Kaam hai
Kaam hai
Kaam hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Aapke jalwo me hum to kho gaye
Saya julfo ka mila to so gaye o
Aapke jalwo me hum to kho gaye
Saya julfo ka mila to so gaye
Yu samajhiye aap hi ke ho gaye
Aapse rangi humari sham hai
Sham hai
Sham hai
Sham hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai
Har khushi ab aap hi ke naam hai
Naam hai
Naam hai
Naam hai
Rut hai phulo ki
Suhani sham hai

