Raat Kat Tee Nahi Din Gujarta Nahi Lyrics | Aise Na Dekho Mujhe (Kumar Sanu) | Kumar Sanu

Raat Kat Tee Nahi Din Gujarta Nahi Lyrics | Aise Na Dekho Mujhe (Kumar Sanu) | Kumar Sanu

Raat katati nahi
Din gujarta nahi
Raat katati nahi
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat katati nahi
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat katati nahi

Tu mujhe chhod kar
Dil mera tod kar
Pyar ki raho me
Is tarah chhod kar
Chal diya hai kaha
Rah gaya main tanha
Tere bin zindagi
Jaise ho ab saja
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat katati nahi

Aankhe bhar aayi hai
Ab tujhe soch kar
Besabab bewajah
Pher li kyu nazar
Tujhse hoke juda
Is tarah mai jiya
Jis tarah dil mera
Jiye dhadkan bina
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat katati nahi
Din gujarta nahi
Raat katati nahi
Din gujarta nahi
Tere bin ab yaha chain aata nahi
Ho gayi kya khata
Kyu hai mujhse khafa
Aake mujhko bata
Raat katati nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *