Ab Kaun Sunega Mere Man Ki Baat Lyrics | Aapki Sewa Mein | Lata Mangeshkar | Datta Davjekar

Ab Kaun Sunega Mere Man Ki Baat Lyrics | Aapki Sewa Mein | Lata Mangeshkar | Datta Davjekar

Ab kaun sunega
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Jiske chute sakhi sahare
Jiske chute sakhi sahare
Uska kaho dhaar
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jo karte the kabhi ishare
Jo karte the kabhi ishare
Dub gaye re chand sitare
Dub gaye
Dub gaye
Dub gaye re chand sitare
Raah dikhane aayi mujhko
Raah dikhane aayi mujhko
Tufano ki raat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jyot deeye ki jab bujh jaye
Jyot deeye ki jab bujh jaye
Aansu kya usko suljhaye
Aansu kya
Aansu kya
Aansu kya usko suljhaye
Bhar bhar aati ankhiya
Ankhiya
Bhar bhar aati ankhiya
Man sukha sukha jaaye
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *