Sadiyo ki hu nishani
Mai ankahi kahani
Sadiyo ki hu nishani
Nishani
Nishani
Tanhayio ke ghar me
Awaz hai na kaya
Har bar dil ne socha
Ab dost koi aaya
Har bar aahato par
Royi hai bejubaani
Mai ankahi kahani
Sadiyo ki hu nishani
Nishani
Nishani
Ye raat ye andhera
Ye dard ye udaasi
Dil bhi janam ka pyasa
Mai bhi janam ki pyasi
Naakamiyo me gum hai
Sab hasrate tumhari
Mai ankahi kahani
Sadiyo ki hu nisani
Mai ankahi kahani
Sadiyo ki hu nisani
Nisani
Nisani

