Nakshatra Lyrics | 27-13.20 Nakshatra | Kalpana Chauhan, Tarannum Mallik, Sonu Kakkar | Dj Sheizwood

Nakshatra Lyrics | 27-13.20 Nakshatra | Kalpana Chauhan, Tarannum Mallik, Sonu Kakkar | Dj Sheizwood

Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra
Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

Jabse shuru ye tarana ho gaya
Jamana ye hamara diwana ho gaya
Jabse shuru ye tarana ho gaya
Jamana ye hamara diwana ho gaya
Machle se jajbat badle se halat
Muskil ab jaan bachana ho gaya
Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

Raahe kisi ko
Kisi ko hamsafar
Kuchh naa kisi ko
Kisi ko sab nazar
Raahe kisi ko
Kisi ko hamsafar
Kuchh naa kisi ko
Kisi ko sab nazar
Ye kya gul khilaaye
Kisi ko kya pata
Ye kya rang laaye kisi ko kya khabr
Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

Lamhon ka dariya na rukta hain kahin
Jo waqt jaye wo aaye naa fir kabhi
Lamhon ka dariya na rukta hain kahin
Jo waqt jaye wo aaye fir kabhi
Armmaan na koi bhi baaki rahe
Ji bhar jiye jaa yahi hain zindagi
Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra
Nakshatra nakshatra nakshatra nakshatra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *