Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics | Aamras | Jojo | Tabun Sutradhar

Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan Lyrics | Aamras | Jojo | Tabun Sutradhar

Ye jamin ye aasmaan ye waadiya
Gumsum hai kyun bhala saara sama
Ye jamin ye aasmaan ye waadiya
Gumsum hai kyun bhala saara sama
Ye jamin ye aasmaan ye waadiya
Gumsum hai kyun bhala saara sama
Tham sa gaya ye pal
Dil na lage aajkal
Tu hi bata kya karu kaise yaha main rahu
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan

Ye nadi ye saahile ye kashtiya
Sab puchhate hai ye tu hai kaha
Kya main kahu inse
Dur hai tu mujhse
Kya baat hai kya huwa
Kyun ho gayi tu juda
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan

Mere honto me sama banke hansi
Meri jindagi me aa leke khushi
Bhul gayi tu mujhe
Yaad karu main tujhe
Aaja sanam aa bhi ja
Sun le sada o meri jaan
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan
Tere bin suna suna ye jahaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *