Ye Suraj Chand Sitare (Part 1) Lyrics | Swarg Yahan Narak Yahan | Nitin Mukesh, Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Ye Suraj Chand Sitare (Part 1) Lyrics | Swarg Yahan Narak Yahan | Nitin Mukesh, Anuradha Paudwal | Rajesh Roshan

Ye suraj
Chand
Sitare
Sabke liye inke nazare
Par teri chamak
Bas mere liye hai
Teri chamak
Bas mere liye hai
Tu hai noor hamara
Tu hi man ke gagan ka suraj
Tu hi mere nayan ka tara

Ye suraj
Chand
Sitare
Sabke liye inke nazare
Par teri chamak
Bas mere liye hai
Teri chamak
Bas mere liye hai
Tu hai noor hamara
Tu hi man ke gagan ka suraj
Tu hi mere nayan ka tara

Tu tham ke ungli meri
Abhi sikh raha hai chalna
Mai har pal
Sath hu tere
Tujhe mushkil nahi sambhalna
Mat thamna hath kisi ka
Tu apne bal par chalna
Pairo pe khada hone ko
Khud girna
Khud hi sambhalna
Jo karte hai
Khud pe bharosa
Jo karte hai
Khud pe bharosa
Wo lete nahi sahara
Tu hi man ke gagan ka suraj
Tu hi mere nayan ka tara

Maange tu khilauna kya hai
Laake main de du khudai
Maine tere hi sapno se
Ghar ki har chiz sajai
Hai swarg yaha
Narak yaha
Tere hath bigadna
Sawarna
Jo khwab adhure chhodu
Wo khwab tu pure karna
Chalna tu waha se aage
Chalna tu waha se aage
Jaha ruke meri jiwan dhara
Tu hi man ke gagan ka suraj
Tu hi mere nayan ka tara

Ye suraj
Chand
Sitare
Sabke liye inke nazare
Par teri chamak
Bas mere liye hai
Teri chamak
Bas mere liye hai
Tu hai noor hamara
Tu hi man ke gagan ka suraj
Tu hi mere nayan ka tara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *