Kyo Dil Humko De Dala Lyrics | Pehli Raat | Manna Dey, Asha Bhosle | Ravi

Kyo Dil Humko De Dala Lyrics | Pehli Raat | Manna Dey, Asha Bhosle | Ravi

Kyu dil humko de dala janab kahiye
Mai to hu diwana pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala janab kahiye
Mai to hu diwana pahle aap kahiye
Aye ji kya hume pata ye kaisi chhayi hai ghata
Tere naino me khumar ki kah bhi daal dildar
Kar baat ye bahar ki ke pahle pahle pyar ki

Kya du jawab mai in bato ka kahiye
Ji mai to hu diwana pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala janab kahiye
Mai to hu diwana pahle aap kahiye
Mai to ek na kahu ji chup chap hi rahu
Sune jao jhum jhum ke jiya aaj ye kahe ki
Yu hi dekhta rahe mera yaar ghum ghum ke

Kya yahi hai tumhara insaf kahiye
Ji mai to hu diwana pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala janab kahiye
Mai to hu diwana pahle aap kahiye

Kabhi khol ke jiya mai kah dalungi
Piya ab to tera mera sath hai
Jaldi kijiye zara ji mera koi faisla
Uljhana buri baat hai
To kya hai dil se dil ka hisab kahiye
Ji mai to hu diwana pahle aap kahiye
Kyu dil humko de dala janab kahiye
Mai to hu diwana pahle aap kahiye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *