Tere Pyar Ke Teer Ne Ghaayal Kar Diya Lyrics | Safari | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | Shyam Mohan

Tere Pyar Ke Teer Ne Ghaayal Kar Diya Lyrics | Safari | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | Shyam Mohan

Ha tere pyaar ke tir ne ghaayal kar diya diya diya
Tere pyaar ke tir ne ghaayal kar diya diya diya
Tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
Dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
To bolo kaise na hota main fida fida
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal

Jabse sanam dil ko tera pyaar mila aa aa
Tan me naya man me naya shor macha aa aa
Itne karib aa jaaye lehro ke jaise mil jaaye
Teri saanso me bechaini hai
Dil ka mausam tufani hai
Tere pyaar ke tir ne ghaayal kar diya diya diya
Tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal

Kaisi diwaanagi kyon ye betaabiya
Kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
Kaisi diwaanagi kyon ye betaabiya
Kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
Na hosh me tum aao
Na hosh me ham aaye
Ai kaash ke ab ye pal aise hi thahar jaaye
Ho is pyaar se dekho nahi dam ye nikal hi na jaaye kahi
He o meri jaan meri jaan ho tum tere hi dam se to jite hai ham
Tere pyaar ke tir ne ghaayal kar diya diya diya
Tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
To bolo kaise na hota main fida fida
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal
Are are tu hai kamaal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *