Dillagi Hi Dillagi Me Ho Gayi Lyrics | Mangala | Shamshad Begum | E Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla

Dillagi Hi Dillagi Me Ho Gayi Lyrics | Mangala | Shamshad Begum | E Shankar Shastri, M D Parthasarathy, Balkrishan Kalla

Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Zindagi par meri gum ki pad gayi parchhaiya
Kya karu jaau kaha

Apna begana hua dushman hua sara jaha
Apna begana hua dushman hua sara jaha
Kaun hai jisko sunau apne gum ki dasta
Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Kya karu jaau kaha

Ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
Ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
Ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
Ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
Had se zyada badh gayi hain ab meri hairaniya
Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Kya karu jaau kaha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *