Aahaa Aahaa Aa Ye Suhaanaa Safar ( Female) Lyrics | Suhana Safar | Suman Kalyanpur | Laxmikant Pyarelal

Aahaa Aahaa Aa Ye Suhaanaa Safar ( Female) Lyrics | Suhana Safar | Suman Kalyanpur | Laxmikant Pyarelal

Aaha aaha aa
Ye suhana safar
Ho aaha aaha aa
Ye suhana safar
Rukti nahi hai
Najaro pe najar
Aaha aaha aa
Ye suhana safar
Ho aaha aaha aa
Ye suhana safar

Nigahe jhum rahi hai
Kisi ko dhundh rahi hai
Nigahe jhum rahi hai
Koi mulakate mile
Aisa koi sathi mile
Jo ban jaye mera humsafar
Aaha aaha aa
Ye suhana safar
Ho aaha aaha aa
Ye suhana safar

Abhi to dur hai manjil
Dhadkane laga ye dil
Abhi to dur hai manjil
Tauba tauba haye haye
Dil pe kya gujar jaye
Samne wo aa jaye agar
Aaha aaha aa ye suhana safar
Aaha aaha aa ye suhana safar

Mere dil bhul na jana
Ke hai ye rasta anjana
Mere dil bhul na jana
Aise na machal jana
Aage na nikal jana
Chhod ke pichhe sanam ka ghar
Aaha aaha aa
Ye suhana safar
Ho aaha aaha aa
Ye suhana safar
Rukti nahi hai
Najaro pe najar
Aaha aaha aa
Ye suhana safar
Ho aaha aaha aa
Ye suhana safar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *