Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota Lyrics | Rahul | Ustad Sultan Khan | Anu Malik

Eh Kash Aisa Hota, Main Paida Na Hota Lyrics | Rahul | Ustad Sultan Khan | Anu Malik

Rat din pyar bin mera dil yu na rota
Rat din pyar bin mera dil yu na rota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Eh kash aisa hota mai paida na hota

Suna suna khali khali mujhko laga ghar apna
Kal rat ko jag utha mai dekha maine sapana
Aangan me ek pinjara pinjare me ek tota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Eh kash aisa hota mai paida na hota

Upar se mai tuta nahi hu
Andar se mai kat gaya hu
Un dono me aadha aadha
Lagta hai mai bat gaya hu
Ma bap ka ek mai beta hu iklota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Eh kash aisa hota mai paida na hota

Hona hi tha mujhko to thi meri ma bhi wo thi
Mai hansata to wo hansati
Mai rota to wo roti
Mai uski loriya sunke chain se sota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Rat din pyar bin mera dil yu na rota
Eh kash aisa hota mai paida na hota
Eh kash aisa hota mai paida na hota

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *