Sakiya Uff Teri Ye Ada Lyrics | Panch Ratan | Suman Kalyanpur | Sardar Malik

Sakiya Uff Teri Ye Ada Lyrics | Panch Ratan | Suman Kalyanpur | Sardar Malik

Sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba

Duniya ko becha hai paimane bhar ke
Hum to hai pyase teri nazar ke
Duniya ko becha hai paimane bhar ke
Hum to hai pyase teri nazar ke
Humko teri may se bhala kya vasta kya vasta
Sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba

Wo may buri hai jo hosh uda de
Aisi pila de jo hosh me la de
Wo may buri hai jo hosh uda de
Aisi pila de jo hosh me la de
Bahke hue sambhale zara aisi pila aisi pila
Sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada
Tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha
Tauba tauba tauba tauba

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *