Sine Pe Rakh Kar Sar Ko Lyrics | Naseeb | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Nadeem Shravan

Sine Pe Rakh Kar Sar Ko Lyrics | Naseeb | Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan | Nadeem Shravan

Sine pe rakh ke sar ko
Kahi kho gaye the ham
Sine pe rakh ke sar ko
Kahi kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham
Sine pe rakh ke sar ko
Kahi kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham

Muddat ki pyas thi tere hotho ka ras piya
Tere hasin jism ko najro se chu liya
Jadu bikherti thi samadar ki tang hawa
Sindur ban gaya tha har ek jalva preet ka
Aankhe aankhe khuli khuli so gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham
Sine pe rakh ke sar ko kahi kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham

Koi na fasla raha sanso ke darmiya
Har baat ho rahi thi kahmosh thi juban
Arman simat rahe the baharo ki sej par
Ehsas ki garmi thi dono the bekhabar
Dono jaha kho kar bhala kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham
Sine pe rakh ke sar ko kahi kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham
Sine pe rakh ke sar ko kahi kho gaye the ham
The kitne karib ke ek ho gaye the ham
Kho gaye the ham
Kho gaye the ham
So gaye the ham

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *