Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Tu aake jaa chuka hai
Main intazaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Tu aake jaa chuki hai
Main intezaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Kabhi sharmau
Kabhi ghabarau
Kabhi anjaane gale lag jaau
Kabhi sharmau
Kabhi ghabarau
Kabhi anjaane gale lag jaau
Hey ye kya masti
Ye kya alaam hai
Hume behekaye kaisa mausum hai
Yu khiza me lag raha hai main bahaaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
He jise me chahu wo dil jaani tu
Tera raja main ha meri rani tu
He jise me chahu wo dil jaani tu
Tera raja main ha meri rani tu
Ha naya joda hai
Nayi saadi hai
Naya bangla hai
Nayi gaadi hai
Deewaani main na khudke ikhtiyaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu
Tu aake jaa chuki hai
Main intezaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai main kis khumaar me hu
Tu aake jaa chuka hai
Main intezaar me hu
Ye kaisi mulaakaat hai
Main kis khumaar me hu

