Tere Bin Chain Abb Kahi Na Lyrics | Aap Ki Khatir | Himesh Reshammiya | Himesh Reshammiya

Tere Bin Chain Abb Kahi Na Lyrics | Aap Ki Khatir | Himesh Reshammiya | Himesh Reshammiya

Tu hi mera rasta
Tu hi meri rahguzar
Tu hi mera karvan
Tu hi meri zindagi
Tu hi meri ashiqui
Tu hi mera hai jahan
Tere bin mai mar jawa
Tere bin mai mar jawa
Mai mar jawa
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na

Tu hi mera rasta
Tu hi meri rehguzar
Tu hi mera karvan
Tu hi meri zindagi
Tu hi meri ashiqui
Tu hi mera hai jahan
Tere bin mai mar jawa
Tere bin mai mar jawa
Mai mar jawa
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na

Ye zindagi chahato ke liye
Teri yaado ki hai anjuman
Diwanapan mere dil ki lagan
Tere dam se hi hai janeman
Maine bhi sajde kiye
Tere liye
Tere liye
Tere bin mai mar jawa
Tere bin mai mar jawa
Mai mar jawa
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na

Sochu tujhe har ghadi har jagah
Ishq ne kar diya besabar
Tera asar chhaya hai iss kadar
Ab mujhe hi nahi meri khabar
Tujhme basi hai meri jaan
Tere liye mere arman
Tere bin mai mar jawa
Tere bin mai mar jawa
Mai mar jawa
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jina
Tere bin chain ab kahi na

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *