Ye Hasin Nazare Muntzil Hai Sare Lyrics | Sindbad Alibaba Aur Alladin | Asha Bhosle | Ravi

Ye Hasin Nazare Muntzil Hai Sare Lyrics | Sindbad Alibaba Aur Alladin | Asha Bhosle | Ravi

Ye hasi nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare
Ye hasi nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare
Aarzu jawa hai jane tu kaha hai
Jage hai arman hamare

Rang me dubi jaye fiza mahki mahki aaye hawa
Aaj nahi hai dil kabu me mausam ne diwana kiya
Badlo ke saye aasma pe chaye dil ko kare dil ishare
Ye hasin nazare muntzil hai sare aaja sanam dil pukare

Tu aa jaye kash yaha or nikhar jaye sama
Kabse tujhko dhund raha hai
Husn ka ye betab jaha
Kabse tujhko dhund raha hai
Husn ka ye betab jaha
Pyar ke ye wade wo jawa irade
Dete hai mujhko sahare
Ye hasin nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare

Hulchal si jajbat me hai
Madhoshi har bat me hai
Jane wafa ek teri kami hai
Sari duniya sath mse hai
Jane wafa ek teri kami hai
Sari duniya sath me hai
Aa bhi ja o dilbar tujhse dur rah kar
Maine bahut din gujare
Ye hasin nazare muntzil hai sare
Aaja sanam dil pukare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *