Majburiya Meri Bhi Thi Majburiya Lyrics | Aise Na Dekho Mujhe (Kumar Sanu) | Kumar Sanu

Majburiya Meri Bhi Thi Majburiya Lyrics | Aise Na Dekho Mujhe (Kumar Sanu) | Kumar Sanu

Majburiya meri bhi thi
Majburiya teri bhi thi
Ha majburiya meri bhi thi
Majburiya teri bhi thi
Chaha tujhe tu na mili
Suni rahi dil ki gali
Aisi chali paagal hawa
Tu ho gayi mujhse juda
Na tu ruki na main ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi ye duriya
Majburiya

Tere bina jina yaha
Pal pal mera dushwar hai
Tere bina jina yaha
Pal pal mera dushwar hai
Meri nahi tu ho saki
Phir bhi mera tu pyar hai
Khamosh hu rota nahi
Par gum mera jata nahi
Na tu ruki na main ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi tanhaiya
Majburiya

Bejaan hai ye zindagi
Naraz hai har ek khushi
Bejaan hai ye zindagi
Naraz hai har ek khushi
Teri yaad yu ab aayegi
Ye jaan bhi le jayegi
Aankhe meri bujhne lagi
Dhundhla hua saya tera
Na tu ruki na main ruka
Aur fasla badhta gaya
Badhti gayi viraaniya
Viraaniya
Majburiya majburiya
Mahrumiya mahrumiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *