Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Tute gaye sab khwab hamare
Bikher gaye armaan
Oo raba raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat
Bante bante bigadi jaye jiwan ki har baat
Lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat
Bante bante bigadi jaye jiwan ki har baat
Sab kuch hai anjaan oo raba
Sab kuch hai anjaan
Oo raba raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Uljhi uljhi dor hai saari
Kon ise suljhaye
Hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye
Uljhi uljhi dor hai saari
Kon ise suljhaye
Hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye
Nikali jaye jaan oo raba
Nikali jaye jaan
Oo raba raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Dhundhali dhundhali saari fija hai
Chhupa hua hai raaj
Apne andar tut rahi hai apni hi aawaj
Dhundhali dhundhali saari fija hai
Chhupa hua hai raaj
Apne andar tut rahi hai apni hi aawaj
Saanso me tufan oo raba
Saaso me tufan
Oo raba raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Tute gaye sab khwab hamare
Bikher gaye armaan
Oo raba raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan
Waqt bada baimaan oo raba
Waqt bada baimaan

