Apne Hotho Per Sajana Chahata Hu Lyrics | In Search (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Apne Hotho Per Sajana Chahata Hu Lyrics | In Search (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

??apne hotho par sajaana chaahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu

Koi aansu tere daman par gira kar
Koi aansu tere daman par gira kar
Bund ko moti banana chaahta hu
Bund ko moti banana chaahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu

Thak gaya main karte karte yaad tujhko
Thak gaya main karte karte yaad tujhko
Ab tujhe main yaad aana chaahta hu
Ab tujhe main yaad aana chaahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu

Chha raha hai saari basti me andhera
Chha raha hai saari basti me andhera
Roshni ko ghar jalaana chaahta hu
Roshni ko ghar jalaana chaahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu

Aakhiri hichki tere zaano pe aaye
Aakhiri hichki tere zaano pe aaye
Maut ko bhi shayrana chaahta hu
Maut ko bhi shayrana chaahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu
Aa tujhe main gungunana chahta hu
Apne hotho par sajaana chaahta hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *