Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere Lyrics | Taksaal | Lata Mangeshkar | Roshan

Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere Lyrics | Taksaal | Lata Mangeshkar | Roshan

Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Aur bhi ho sitam to kar le
Kyonki sitam bhi karam bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere

Laake toofano me rakh di tune naiya jindagi ki
Aur shart-e-imtihaan hai ke na bhige daman bhi
Ke na bhige daman bhi
Ye bata de jab talak aajmayega dil ko mere
Dil bhi tera ham bhi tere

Badhte jate hai andhere dubi jati hai nigahe
Tere batke huye bande jaye to kidhar jaye
Jaye to kidhar jaye
Dur kyu hai data teri rahmat ke savere
Dil bhi tera ham bhi tere

Tu jo najaro se ghira de to ye jina gunah hai
Apni duniya se utha le ab to ye hi inteja hai
Ab to ye hi inteja hai
Marte marte bhi rahega naam tera hi lab pe mere
Dil bhi tera ham bhi tere
Hamko pyare hai gham bhi tere
Aur bhi ho sitam to kar le
Kyonki sitam bhi karam bhi tere
Dil bhi tera ham bhi tere

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *