Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar
Desh ke jitne dino dhukhiya
Sab hi apne behan aur bhaiya
Unki seva parbhu ki pooja
Unki seva parbhu ki pooja
Punya yahi badkar sabse punya yahi badkar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar
Ghar ghar chaye rog bagaye
Logo ko jina sikhlaye
Logo ko jina sikhlaye,sabko siksha mantar dilaye
Ho jaye nayochavar desh par ho jaye nayochavar
Apna ghar apna desh hai apna ghar
Apna ghar
Unch nich ke bandhan tode
Parbhu se prem ka nata jode
Meet ghulami me azadi
Meet ghulami me azadi
Jandha uncha kar desh ka
Jandha uncha kar

