Barkha Ka Mausam Lyrics | Salaakhen | Asha Bhosle | Ravindra Jain

Barkha Ka Mausam Lyrics | Salaakhen | Asha Bhosle | Ravindra Jain

Barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye
Haye re ye pani agan laga ke chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

Kabhi kabhi khoya hua mil bhi jaye
Jaye josh me fir mud ke na aaye
Kabhi kabhi khoya hua mil bhi jaye
Jaye josh me fir mud ke na aaye
Dharti se nabh tak andhera hi andhera
Jane kab suraj layega sawera
Sajan salona kahi aisa no ho
Gori tak aake chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

Haye re ye pani agan laga ke chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam ji ko jalake chala jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *