Kaha Nazar Takrayi Dil Ye Kis Par Lyrics | Jadui Angoothi | Mahendra Kapoor | Suresh Kumar

Kaha Nazar Takrayi Dil Ye Kis Par Lyrics | Jadui Angoothi | Mahendra Kapoor | Suresh Kumar

Kaha najar takrai dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya
Kaha najar takrai dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya

Mai musafir besahara jag me hu aawara
Wo poonam ka chand jagmag mai hu tuta tara
Kaun ye dil me samaya kaha najar takrai
Dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Ye hawaye kah rahi hai uska hi afsana
Jis hasi ka najami ka dil hua diwana
Kaun ye dil me samaya kaha najar takrai
Dil ye kis par aaya wo kaha mai kaha
Dil ne kaha uljhaya

Kya kahu mai kya karu mai wo hai chanchal chaya
Bhula sab kuch khoya sab kuch jabse dil me samaya
Kaha najar takrai dil ye kis par aaya
Wo kaha mai kaha dil ne kaha uljhaya
Kaha najar takrai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *