Sabke rahte lagta hai
Jaise koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Sabke rahte lagta hai
Jaise koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Suraj ko chhune nikla tha
Aaya hath andhera
Koi nahi hai mera
Meri kismat me hai thokar
Yu to bahut hai sahare
Mere dil ka deep bujha to
Fir kya chand sitare
Chanda wali rat bhi kali
Chanda wali rat bhi kali
Kala hai mera sawera
Koi nahi hai mera
Sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera
Sabke rahte lagta hai
Jaise koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Rasta hi rasta hai
Aage na manjil na kinara
Jane kaha par le chali hai
Mujhko samya ki dhara
Tuti nayya bichade khiwayya
Tuti nayya bichade khiwayya
Tufano ne ghera koi nahi hai mera
Sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera
Koi nahi hai mera

