Mai Janti Hu Tum Na Aaoge Kabhi Piya Lyrics | Leela | Amirbai Karnataki | Chitalkar Ramchandra

Mai Janti Hu Tum Na Aaoge Kabhi Piya Lyrics | Leela | Amirbai Karnataki | Chitalkar Ramchandra

Main janti hu tum na aaoge kabhi piya
Phir bhi tumhari raah me jala rahi deeya
O piya
O piya

Lekar phulo ki raat me taro ki aarti
Lekar phulo ki raat me taro ki aarti
O devta
O devta
Main der se rasta niharti
Rasta niharti
Malum hai mujhe ke mil na payega jiya
Phir bhi tumhari raah me jala rahi deeya
O piya
O piya

Main maanti hu tum na pahnoge kabhi ye haar
Main maanti hu tum na pahnoge kabhi ye haar
Aanchal me sukh jayenge aansu ke har singaar
Aansu ke har singaar
Kitne hai tute haar ko gale laga liya
Phir bhi tumhari raah me jala rahi deeya
O piya
O piya

Pure baras me ek din aane ki baat thi
Pure baras me ek din aane ki baat thi
Is paar aa ,is paar aake
Hilmil jane ki baat thi
Thi aane ki baat thi
Wada kiya tumhi ne
Tumhi ne bhula diya
Phir bhi tumhari raah me jala rahi deeya
O piya
O piya
Main janti hu tum na aaoge kabhi piya
Phir bhi tumhari raah me jala rahi deeya
O piya
O piya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *