Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Tum asmani hur ho
Tum asmani hur ho
Ya ho farishte ki dulahan
Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Ye surkh joda ye badan
Ye sokhiya aur ye ada
Saanso me sargam ki sada
Hoge hasi lakho magar
Tumsa nahi hain waah khuda
Tumsa nahi hain waah khuda
Aankho me do taare saje
Julfe ghata chehara chaman
Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Ye surkh joda ye badan
Dekha dil me khwab jo
Su khwab ki tabir ho
To tum hi meri zindagi
Tum hi meri takdeer ho
Tum hi meri takdeer ho
Tum bin jala degi mujhe
Ye mere sine ki jalan
Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Ye asmani hur ho
Tum asmani hur ho
Ya ho farishte ki dulahan
Ye surkh joda ye badan
Aur ye tumhara baankpan
Ye surkh joda ye badan

