Akele Hi Tadpata Hai Zamana Lyrics | Zamane Ki Hawa | Talat Mahmood | Gulshan Sufi

Akele Hi Tadpata Hai Zamana Lyrics | Zamane Ki Hawa | Talat Mahmood | Gulshan Sufi

Akele hi tadpata hai
Zamana pyar me haye
Mujhe is baat par hai naaz
Mai tanha nahi tadpa

Tadap jate hai ab wo bhi
Tadap jana yaha tak hai
Hamare dil ki bechaini
Ka afsana yaha tak hai

Idhar jo dard uthta hai
Udhar bhi huk uthti hai
Idhar jo dard uthta hai
Udhar bhi huk uthti hai
Khayalo se khayalo ka
Ye takrana yaha tak hai

Jaha tu ho waha dil hai
Jaha dil hai wahi nazre
Jaha tu ho waha dil hai
Jaha dil hai wahi nazre
Nigaho me nighao ka
Sama jana yaha tak hai

Meri aankho ke afsane
Hue jate hai mastane
Meri aankho ke afsane
Hue jate hai mastane
Teri aankho ki masti ka
Chhalak aana yaha tak hai
Tadap jate hai ab wo bhi
Tadap jana yaha tak hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *