Band Ho Muthhee Toh Lakh Ki Lyrics | Dharam Veer | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Band Ho Muthhee Toh Lakh Ki Lyrics | Dharam Veer | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Bat ko dil me dabaye rakhna
Nahi keh dena chup hi rehna
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Raj khul jaye na khayal rakhna
Nahi keh dena chup hi rehna
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Raj khul jaye na khayal rakhna
Nahi keh dena chup hi rehna
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki

Khushbu aur pyar chhupaye nahi chhupte
Pyar karne wale jahan se nahi darte
Sehte nahi julm sitam bhi nahi sehte
Ham hai dilwale juban se nahi kehte
Aas kaa dipak jalaye rakhana
Jalaye rakhana
Aas kaa dipak jalaye rakhana
Gam seh lena muskura lena
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki

Khulkar mujhse anjam janey kya ho
Ho jit ho pyar ki yari na badnam ho
Payal jhanke toh jina haram ho
Churi khanke har chal kamyab ho
Ghulmil se khudko bachaye rakhana
Bachaye rakhana
Ghulmil se khudko bachaye rakhana
Nahi keh dena chup hee rehana
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki
Band ho muththi to lakh ki
Khul gayi toh phir khak ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *