Bhaiya Ke Haath Me Behna Ki Laaj Hai Lyrics | Hoshiyar | S P Balasubramaniam, Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Bhaiya Ke Haath Me Behna Ki Laaj Hai Lyrics | Hoshiyar | S P Balasubramaniam, Asha Bhosle | Bappi Lahiri

Bhaiya ke hath me behna ki laaz hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai

Daata ka ye mandir bahna khali na lautayega
Dil ke jo bhi tum mangoge tumko mil jayega
Kush ho ke mujhse kabhi jo puche mera krishan kanihya
Itna mai mangu jab bhi janm lu tujhsa mile baiya
Bahna ke hath me baiya ki laaz hai
Baiya ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bahna ki surat me hi bhagwan mila hai
Bahna ke hath me baiya ki laaz hai

Dulhan banegi dholi chadegi apni bahna pyari
Honge judaa jab denge vida hum royegi aankh humari
Roye tum agar chodd ke apna ghar mai na kahi jaungi
Tumhari sath payi hai jo khushiya kaha paungi

Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai
Bahana ke jivan ke liye vardaan mila hai
Bhai ki surat me hi bhagwan mila hai
Bhaiya ke hath me bahna ki laaz hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *