Aji Dekho Zara To Kya Mausam Bada Pyar Hai Lyrics | Maya Jaal | Lata Mangeshkar, Mukesh | S N Tripathi

Aji Dekho Zara To Kya Mausam Bada Pyar Hai Lyrics | Maya Jaal | Lata Mangeshkar, Mukesh | S N Tripathi

Aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai
Lahrata ye badal hai ye to aanchal tumhara hai
Aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai
Hansta hua chanda hai ye to rup tumhara hai
Aji dekho zara to kya

Teri aankho me dekhe hai maine sapne suhane kyo
Jara tumhi kaho tum se lagi mai sharmane kyo
Aji samjo jara to kya
Kya dil ka ishara hai
Dil kahta hai ye tera koi tujhse bhi pyara hai
Aji dekho zara to kya

Rahti hai najar me kyu
Har dam tasvir teri aisa hai to jadu ki samjo
Takdir meri aji suniye jara to kya
Tumhe dil ne pukara hai ye dil ki pukar
Nahi ahsan tumhara hai aji dekho zara to kya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *