Tumse Milkar Na Jaane Kyun (Male) Lyrics | Pyar Jhukta Nahin | Shabbir Kumar | Laxmikant Pyarelal

Tumse Milkar Na Jaane Kyun (Male) Lyrics | Pyar Jhukta Nahin | Shabbir Kumar | Laxmikant Pyarelal

Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Aaj ka apna pyar nahi hai
Aaj ka apna pyar nahi hai
Janmo ka ye nata hai
Ye nata hai
Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu

Tu hai amanat unki munne
Pyar ka rishta tod gaye jo
Kya wo karenge tujhse mohabbat
Mujhko tadapta chhod gaye jo
Kyu pyar me aisa hota hai
Ye soch ke dil ghabrata hai
Ghabrata hai
Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu

Din raat meri bechaini par
Khamoshi meri hansti rahti
Jo tu bhi na hota
Pass mere
Tanhayi mujhe dasti rahti
Sau baar bahal jata hai ye dil
Ek baar jo tu muskata hai
Muskata hai
Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Aaj ka apna pyar nahi hai
Aaj ka apna pyar nahi hai
Janmo ka ye nata hai
Ye nata hai
Tumse milkar na jane kyu
Tumse milkar na jane kyu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *