Ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
Ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
Tera hi naam dusra jannat ka naam hai
Ae shahar-e-lucknow
Mere liye bahar bhi tu gul badan bhi tu
Parwana or shamma bhi tu anjuman bhi tu
Julfon ki tarah mehki hui teri shaam hai
Ae shahar-e-lucknow
Kaisa nikhar tujh me hai kya kya hai baagpan
Gajalen gali gali hain to nagme chaman chaman
Shayar ke dil se pooch tera kya makaam hai
Ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
Tera hi naam dusara jannat ka naam hai
Ae shahar-e-lucknow
Tu vo hai log sahare nikara kaahe jise
Firdo ke husan rush ke bahara kaahe jise
Teri har ek aada me wafa ka payam hai
Ae shahar-e-lucknow tujhe mera salam hai
Tera hi naam dusra jannat ka naam hai
Ae shahar-e-lucknow

