Kaaton Me Rehne Wale Kaaton Se Kya Darege Haas Haas Ke Hum Samna Karege Lyrics | Matlabi Duniya | Mukesh | Varma, Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Bannerjee

Kaaton Me Rehne Wale Kaaton Se Kya Darege Haas Haas Ke Hum Samna Karege Lyrics | Matlabi Duniya | Mukesh | Varma, Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Bannerjee

Kato me rahne wale kato se kya darenge
Kato me rahne wale kato se kya darenge
Has haske afato ka hum samna karenge
Has haske afato ka hum samna karenge
Kato me rahne wale

Har hal me khus hu mai
Kuch bhi nahi kahna
Jis hal me rakhe tu us hal me rahna hai
Minnat nahi karenge hamse na tu ye kahna
O aasman wale gaflat me tu na rahna
Tere hi faisle ko manjur hum karenge
Tere hi faisle ko manjur hum karenge
Kato me rahne wale

Thokre kha kha ke ek din khak me mil jayege
Par tere julmo sitam hum na juba par layenge
Marna to ek din hai darne se fayda kya
Sikwa gila kisi ka karne se fayda kya
Rakha hai soch hamne haste hue marenge
Rakha hai soch hamne haste hue marenge
Kato me rahne wale kato se kya darenge
Has haske afato ka hum samna karenge
Has haske afato ka hum samna karenge
Kato me rahne wale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *