Sama Ye Pyar Ka, Bahar Ke Ye Mele Lyrics | Baghi Sipahi | Asha Bhosle, Manna Dey | Shankar Jaikishan

Sama Ye Pyar Ka, Bahar Ke Ye Mele Lyrics | Baghi Sipahi | Asha Bhosle, Manna Dey | Shankar Jaikishan

Shama ye pyar ka bahar ke ye mele
Aise me niklo na jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
Dil ko ji hum to uchalte chalegne
Bahke nigah to sambhalte chalenge
Hum pe chalta nahi jadu najar ki dor ka
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele
Aise me niklo na jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele

Aap humare liye kyu paresan hai
Kyu huzur humpe itne meharban hai
Kyu huzur humpe itne meharban hai
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele
Aisi me niklo na jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele

Duniya humari
Duniya humari jo parayi ho jayegi
Aapke khel me hamari jan jayegi
Aapke khel me hamari jan jayegi
Dil ko ji hum to uchalte chalegne
Bahke nigah to sambhalte chalenge
Hum pe chalta nahi jadu najar ki dor ka
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele

Aapke dil me hai chori hum jan gaye
Hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
Hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
Aapke dil me hai chori hum jan gaye
Hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
Hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele
Aisi me niklo na jhum ke akele
Din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
Shama ye pyar ka bahar ke ye mele

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *