Kya Dil Ne Kaha, Kya Tumne Suna Lyrics | Kyaa Dil Ne Kahaa | Udit Narayan, Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Kya Dil Ne Kaha, Kya Tumne Suna Lyrics | Kyaa Dil Ne Kahaa | Udit Narayan, Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Kya dil ne kaha
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Palke jhuki hai saanse ruki hai
Koi hame pukare
Anjani raahe thame hai baahe
Ham hi nahi hamare oh yara
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Milate bichhadte yu chalte chalte
Ham ho gaye tumhare
Kaisa asar hai ham bekhabar hai
Badle hai ye sitare oh yara
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Kya dil ne kaha
Kya tumne suna

Tanha tanha jite the
Khud se baate karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jite the
Khud se baate karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Dil pe ye likhte rehte the
Najare churana lage suhana
Bali umar hai jana
Oh yara kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Jo dil ne kaha ha maine suna

Oh mai to bhanwra hu sorry
Kaliyo ki karta chori
Bandhe kyun prit ki dori
Rehne de thodi duri
Mai to bhanwra hu sorry
Kaliyo ki karta chori
Baandhe kyun prit ki dori
Rehne de thodi duri
Rehne de thodi si duri
Are teri to jane maine hai baandhe
Saato janam ke dhage
Oh yara kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Jo dil ne kaha
Ha maine suna
Palke jhuki hai saanse ruki hai
Koi hame pukare
Anjani raahe thame hai baahe
Ham hi nahi hamare
Oh yara kya dil ne kaha
Kya tumne suna
Jo dil ne kaha ha maine suna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *